ASSALAMU ALYKUM WA REHMATULLAHE WA BARAKA'TUH !!!
MOHTARAM DOSTO ! "ILM-E-HAMZAD" KISI BHI AMAL K LIAY US KA ILM HONA ZAROORI HAI AGAR ILM NAHI TO AMAL KIS PER HO GA ? PHIR US AMAL KO SAHEE SAHEE ADAA KARNAY K LIAY US AMAL KA ILM BHI KAMIL HONA ZAROORI HAI AGAR ILM MEI KAMI REH GAYE TO YAQEENAN AMAL MEI BHI KAMI REH JAYE GE IS LIAY MUKHTASAR YEH K PEHLE "ILM-E-KAMIL" HASIL KAREN PHIR US PER "AMAL KAMIL" HO GA AUR JAB AMAL KAMIL HO JAYE TO KAMYABI YAQEENI HOTI HAI.
AB YAHAN BHI HUM NEY AAP LOGO KI SAHULAT KI KHATIR "HAMZAD" K ILM KO BEYAN KAR DIYA HAI YEH ZAROORI NAHI K JO ILM-E-HAMZAD HUM NAY BEYAN KIYA HO BUS WOHE KAMIL ILM HAI , BAL K KAMIL ILM TAK POHANCHANY K LIAY AIK SEERRHE HAI IS LIAY
"ILM-E-HAMZAD" KO PARRHEN SAMJHEN AUR JAB KAMIL(MUKAMMAL) YANI KOI KASAR BAQI NA RAHE ILM HO JAYE PHIR "AMAL-E-HAMZAD" KI BARI AATI HAI AB AAP KAMYABI KI MANZIL TAK ZAROOR POHNCHEN GE IN'SHA ALLAH !
YAHAN CHAND LINKS DIAY JA RAHE HEN UMEED HAI "ILM-E-HAMZAD" K TALIB K LIAY NEHAYAT MUFEED WA KAR'GAR SABIT HON GE .
1- HAQAYEQ-E-HAMZAD
2- HAMZAD FALSAFA
3- ASOOL-E-HAMZAD
4- KAMALAT-E-HAMZAD
5- AMIL AUR HAMZAD