NO'CHANDI
JUMERAT FOR AMLIYAT
= AMLIAT KI AKSAR KITABON ME LEKHA HOTA HAI K
FULAN TAVEEZ YA FULAN AMAL NOCHANDI JUMA K DIN SAY SHUROO KARAIN
OR
YE NOCHANDI KIYA HAI ?
IS BAAT KO SAMJHNAY KI KOSHISH KARAIN =
bohat say aamleen is baat me ghaltiyan kartay hain k
nochandi juma
new chand k date 1 ya 2 din me jo bhi juma ka din ho wo hi nochandi juma hai or taveezat, naqoosh, telsmaat, ya amaal parhna shuroo kar detay hain
or nakaami ka samena karta hota hai
asal me nochandi juma us ko kehtay hain
jab naya chand neklay to 3 din soo tak k hotay hain
in 3 dino me koi amal nahin kartay
lehaaza in me aanay wala koi bhi din Nochandi nahin hota
balkay 3 date say 10 date tak jo din pehlay aaye ga wo hi Nochandi hoga
Misaal = agar chand nekalnay par dusri date ko jumarat aaye to wo pehli jumarat hi Nochandi na hogi
balkay date 9 wali hogi
agar jumarat date 4 ya us k bad aai
to wo pehli jumarat hi Nochandi hogi.Mazeed Tafseel ke Liye Aur ise Smjhnay ke liye yeh video dekhain